LYRIC

0 Shares

Yaara Teri Yaari Lyrics – Darshan Raval

Tu hi hai, bas tu hi hai
Meri har hansi mein tu hi hai
Tu hi hai, bas tu hi hai
Har lamhe mein aur saal mein

Tu hi hai, bas tu hi hai
Mere gham khushi mein tu hi hai
Tu hi hai, bas tu hi hai
Teri dosti har haal mein

Agar mudke dekhu jo main zara
Toh kabhi na raha tujhse judaa

Yaara teri yaari
Umrr saari saath hai [x4]

Bin kahe sab sun leta hai mera yaar
Dard se khushiyan chun leta hai mera yaar
Duniya se lad jaata hai mere liye
Lekin mujhse haar jata hai mera yaar

Agar mudke dekhu jo main zara
Toh kabhi na raha tujhse judaa

Yaara teri yaari
Umrr saari saath hai [x4]

0 Shares

Added by

LyricsAlly

SHARE